Posts

Showing posts with the label Bihar Kanya Utthan Yojana 2026

Farmer ID Card Online Apply 2026: Kisan Pehchan Patra Kaise Banaye

Image
Farmer ID Card Online Apply 2026: Kisan Pehchan Patra Kaise Banaye, Fayde, Status Farmer ID Card ya Kisan Pehchan Patra Bharat Sarkar ki ek nayi yojana hai. Isse har kisan ko ek 11 digit ka Unique ID diya jayega, jaise Aadhaar Card hota hai. Is ID se hi aage chal kar PM Kisan, Fasal Bima aur KCC Loan ka paisa milega. Sarkar ne 2026 tak sabhi kisano ka Farmer ID banana anivarya kar diya hai. Latest Update 2026: PM Kisan ki 21st kist ke liye Farmer ID anivarya hai. Jinke paas Farmer ID nahi hai unki kist rok di gayi hai. Jaldi se apna ID bana le. Farmer ID Card Kya Hai? Farmer ID Card ko PM Kisan - Farmer Registry ID bhi kehte hain. Is yojana ko Agristack Yojana ke naam se launch kiya gaya hai. Isme kisan ki jameen, Aadhaar, bank khata aur fasal ka pura record digital tarike se joda jayega. Ab kisan ko baar baar apni jameen ke kagaz nahi dikhane honge. Ek ID se sabhi yojana ka labh mil jayega. Farmer ID Card Ke Fayde PM Kisan Ka Paisa Direct: Bina kisi dalal ke 6000 R...

Bihar Kanya Utthan Yojana 2026 - Graduation Pass Ladkiyo Ko 50,000 Rs Mil Raha Hai

Image
 Bihar Sarkar ki sabse badi yojana - Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana. Is yojana ke tahat jo bhi ladki graduation pass karti hai usko Bihar sarkar 50,000 Rs deti hai. Kaun Le Sakta Hai Labh? 1)Ladki Bihar ki niwasi ho 2)25 April 2021 ke baad graduation pass ki ho 3)Avivahit ho Online Apply Kaise Kare? 1.Website - medhasoft.bih.nic.in par jaye 2.Mukhyamantri Kanya Utthan Yojana 2026 par click kare. 3.Student Registration par click karke apna naam, college, account number bhare 4.Document upload kare - Graduation Marksheet, Aadhar, Bank PassbookFinal Submit kar de.  5.30 din me paisa khate me aa jayega. Status Kaise Check Kare? Same website par Payment Status par click karke apna Registration Number dale. Is yojana ka labh ab tak 8 lakh ladkiya le chuki hain. Aap bhi jaldi apply kare, last date 31 December 2026 hai.

Popular posts from this blog

Ayushman Card Kaise Banaye 2026 - 5 Lakh Ka Free Ilaj

PM Kisan 21st Kist Date 2026 - 2000 Rs Kab Aayega, Status Aise Check Kare

PM Awas Yojana Bihar 2026 - Gramin List Jari, Apna Naam Aise Check Kare